Aan Milo Sajna Lyrics – Neha Kakkar | Gadar 2

Aan Milo Sajna Lyrics - Neha Kakkar | Gadar 2

Song Aan Milo Sajna Lyrics sung by Neha Kakkar & Arko from movie Gadar 2. Music and Lyrics is given by Arko × Uttam Singh.

Singer Neha Kakkar & Arko
Music Arko × Uttam Singh
Song Writer Arko × Anand Bakshi

Aan Milo Sajna Lyrics

Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna

Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna

Ankhiyon Mein Na Aaye Neendiya
Ankhiyon Mein Na Aaye Neendiya
Bhae Na Mohe Kajal Bindiya
Suna Pada Angana
Suna Pada Angana

Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna

Darmiyan Doori, Yeh Doori
Kyun Zaroori Hai Rabba
Mere Mehboob Ko Samjhaye
Mazboori Hai Rabba

Uske Bina Mera Sab Hai Adhoora
Jind Meri Jaan Mera Rab Hai Adhoora

Chanda Aaye Taare Aaye
Chanda Aaye Taare Aaye
Aane Wale Saare Aaye
Aaye Tumhi Sang Na
Aaye Tumhi Sang Na

Aan Milo Sajna
Sajna Re
Aan Milo Sajna