Ali Baba Ali Baba – Runa Laila, Aadesh Shrivastava 

Ali Baba Ali Baba Lyrics - Runa Laila, Aadesh Shrivastava

SingerRuna Laila, Aadesh Shrivastava
MusicLaxmikant-Pyarelal
Song WriterAnand Bakshi

Ali Baba Ali Baba Lyrics

Ali baba ali baba mil
Gaya chalis choron se
Ali baba ali baba mil
Gaya chalis choron se

Jhoomo nacho
Jhoomo nacho gao
Jhoomo nacho gao
Oo yaro zoro shoro se
Ali baba ali baba mil
Gaya chalis choron se
Ali baba

Ek shayar ka kaha
Sun le zamane wale
Dost hote nahin
Sab hath milane wale

Kon hain dil mein
Kis pe nazar hain
Kon hain dil mein
Kis pe nazar hain

Unhi ko pata hain
Unhi ko khabar hain
Nahin mat kahlao mujhse
Ali baba ali baba mil

Gaya chalis choron se ali baba
Raz hote nahin
Ye sabko btane wale
Dost hote nahin
Sab hath milane wale

Aisi chij koi bhi hain ho
Aisi chij koi bhi hain
Pyas bujhi nahin aag lagi hain
Ye dil dhadka hain zoro se

Ali baba ali baba mil
Gaya chalis choron se ali baba
Zam hote nahin
Sab peene pilane wale
Dost hote nahin
Sab hath milane wale

Dur tumhe jane na dungi
Ha dur tumhe jane na dungi
Bandh ke tujhko main rakh lungi
Ghani zulfo ki hain marzi

Ali baba ali baba mil
Gaya chalis choron se ali baba
Yar hote nahin
Sab pyar jtane wale
Dost hote nahin
Sab hath milane wale

Jhoomo nacho
Jhoomo nacho gao
Jhoomo nacho gao
Oo yaro zoro shoro se

Ali baba ali baba mil
Gaya chalis choron se
Ali baba ali baba ali baba ali baba