Bahut Pyaar Tumse Karta Hai Dil Lyrics – Stebin Ben

Bahut Pyaar Tumse Karta Hai Dil Lyrics - Stebin Ben

Song Bahut Pyaar Tumse Karta Hai Dil Lyrics sung by Stebin Ben. Music is given by Shamir Tandon and Lyrics written by Sameer Anjaan. Starring Mohsin Khan ,Warina Hussain.

Singer Stebin Ben
Music Shamir Tandon
Song Writer Sameer Anjaan

Bahut Pyaar Tumse Karta Hai Dil Lyrics

Bahut Pyar Tumse
Karta Hai Dil
Bahut Pyar Tumse
Karta Hai Dil

Magar Tumse Kehne Mein
Magar Tumse Kehne Mein
Darta Hai Dil

Bahut Pyaar Tumse
Karta Hai Dil
Bahut Pyaar Tumse
Karta Hai Dil

Yeh Shiddat Hai Kitni
Batana Hai Mushkil
Magar Chahaton Ko
Chhupna Hai Mushkil

Yeh Shiddat Hai Kitni
Batana Hai Mushkil
Magar Chahaton Ko
Chhupna Hai Mushkil

Magar Chahaton Ko
Chhupna Hai Mushkil

Tumhe Dekh Ke Jeeta
Marta Hai Dil
Bahut Pyar Tumse
Karta Hai Dil

Aankhon Se Neendein Hui Laapata
Mera Chain Se Na Koyi Raabta
Aankhon Se Neendein Hui Laapata
Mera Chain Se Na Koyi Raabta
Mera Chain Se Na Koyi Raabta

Tumhare Liye Aanhein
Bharta Hai Dil
Bahut Pyar Tumse
Karta Hai Dil

Magar Tumse Kehne Mein
Magar Tumse Kehne Mein
Darta Hai Dil

Bahut Pyaar Tumse
Karta Hai Dil
Bahut Pyaar Tumse
Karta Hai Dil