Barbaad Lyrics – Afsana Khan & Raftaar

Barbaad Lyrics - Afsana Khan & Raftaar

Hindi song Barbaad Lyrics sung by Afsana Khan & Raftaar. Music is given by Salim Sulaiman and Lyrics written by Raftaar.

Singer Afsana Khan & Raftaar
Music Salim Sulaiman
Song Writer Raftaar

Barbaad Lyrics

Ni ajj saari raat ni sona
Ni ajj saari raat ni sona
Ve ajj teri baat hui

Ni main toh sahi jaani na judaaiyaan
Haaye rab kedi karda khudaaiyaan
Ni akkhon barsaat hui

Jediyaan maadiyaan mere saath hui
Lagdaa duniyaa barbaad hui
Jediyaan maadiyaan mere saath hui
Lagdaa duniyaa barbaad hui

Raftaar yeah!
Kisse teri baat chali kya pata
Jisse bhi baat chali laapata
Isse na usse hai matlab hai tujhse
Aur tujhse bhi poocha toh
Tujhko bhi na pata kya pata

Kab se chhupaaye tune raaz tere
Aas paas mein kaun zyaada khaas tere
Ek aawaaz pe aane waale kitne hai
Kitne jo tere liye saans le rahe

Matlab ki duniya mein gham mein
Gumnaami kya yeh bhi theek hai?
Lekha hai jokha hai kismat ka ya
Kismat se milti bheekh hai
Theek hai theek hai yeh bhi toh seekh hai
Dil thoda weak hai buddhi sateek hai
Dil ke kareeb naseeb se aati hain
Khushiyaan aur khushiyaan ameeron ki

Tabhi toh sabse gareeb main, sabse naraaz mein
Wajah hai dard ke door seene ka dard hai paas mein
Kabhi na kahaa ki tera hi saara kasoor
Mujhko na aana tu yaad main rahoon
Aazaad toh rahoon aabaad main par
Tere saath mein, barbaad main!

Jediyaan maadiyaan mere saath hui
Lagdaa duniyaa barbaad hui
Jediyaan maadiyaan mere saath hui
Lagdaa duniyaa barbaad hui

Dil tod mera deke mere haath chali
Utna kaafi na tha jitna bhi tu saath chali
Teri yaadon mein deewaane ki hai raat chali
Kitne kisse tere kisse teri baat chali

Jediyaan maadiyaan mere saath hui
Lagdaa duniyaa barbaad hui
Jediyaan maadiyaan mere saath hui
Lagdaa duniyaa barbaad hui