Barsaat Ka Mausam Lyrics – Saaj Bhatt

Barsaat Ka Mausam Lyrics - Saaj Bhatt

BARSAT KA MAUSAM Lyrics Sung By Saaj Bhatt And Featuring Shoaib Ibrahim & Dipika Kakar Ibrahim. Music is given by Sanjeev-Ajay and Lyrics written by Sanjeev Chaturvedi.

Singer Shoaib Ibrahim & Dipika Kakar Ibrahim
Music Sanjeev-Ajay
Song Writer Sanjeev Chaturvedi

BARSAAT KA MAUSAM Lyrics

Banjar sa mera dil hain
Ik boond toh barsao
Karke bahana tum
Chale aao chale aao

Mulakat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain

Padhle tu meri ankhein
Mere khwaab bulate hain
Le karke naam tera
Tujhe aawaz lagate hain

Padhle tu meri aankhein
Mere khwaab bulate hain
Le karke naam tera
Tujhe aawaz lagate hain

Jazbaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain

Bheegu main tere sang aaj
Mere dil ki khwahish hain
Tere mere pyaar ki yeh
Haan pehli baarish hain

Bheegu main tere sang aaj
Mere dil ki khwahish hain
Tere mere pyar ki yeh
Haan pehli baarish hain

Seene se lagalo aa karke
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain
Barsaat ka mausam aaya hain