Dafa Kar Lyrics – Heropanti 2

Dafa Kar Lyrics - Heropanti 2

Hindi song Dafa Kar Lyrics from movie Heropanti 2. Song sung by A R Rahman & Hiral Viradia, Music is given by A R Rahman and Lyrics written by Mehboob.

Singer A R Rahman & Hiral Viradia
Music A R Rahman
Song Writer Mehboob

Dafa Kar Lyrics

Dafa kar dafa kar
Sau dafa kar
Dafa kar sau dafa kar
Dafa kar

Dil jo bole sau dafa kar
Koyi na maane dafa kar
Dil jo bole sau dafa kar
Koyi na maane dafa kar

Ishq mohabbat sau dafa kar
Jalti hai duniya dafa kar

Tu dil ki baazi laga kar
Ja jeet ka jashn mana kar
Tu dil ki baazi laga kar
Ja jeet ka jashn mana kar

Tu fateh kar
Tu fateh kar
Sau dafa kar
Sau dafa kar

Kar dafa kar
Dafa kar dafa kar
Sau dafa kar dafa kar
Sau dafa kar dafa kar
Dafa kar dafa kar yo

One more time!

Ho yaaron se tu wafa kar
Dushman se tu zafa kar
Jhoothon se tu daga kar
Sacchon se tu sulaah kar

Yaaron se tu wafa kar
Dushman se tu zafa kar
Sacchon se tu sulaah kar

Jeene ka yahi ek andaaz hai
Jo dil mein hai honthon pe
Woh baat hai

Oh mere oh mere oh sohniya
Nana re nana re nana re na
Hai rangeen tu aawara bhi tu
Dil pe tu mohabbat ka tadka laga

Oh mere oh mere oh sohniya
Nana re nana re nana re na
Hai rangeen tu aawara bhi tu
Dil pe tu mohabbat ka bhi tadka laga

Dil jo bole sau dafa kar
Koyi na maane
Ishq mohabbat sau dafa kar
Jalti hai duniya dafa kar

Tu dil ki baazi laga kar
Ja jeet ka jashn mana kar
Tu dil ki baazi laga kar
Ja jeet ka jashn mana kar

Tu fateh kar
Tu fateh kar
Sau dafa kar
Sau dafa kar

Dafa kar dafa kar
Dafa kar dafa kar
Sau dafa kar dafa kar