DARD LYRICS – ASIM AZHAR

DARD LYRICS - ASIM AZHAR

Hindi song DARD LYRICS sung by ASIM AZHAR. Music is given by Qasim Azhar and Lyrics written by Kunaal Vermaa.

Singer ASIM AZHAR
Music Qasim Azhar
Song Writer Kunaal Vermaa

DARD LYRICS

Bhale Roz Rulana Hansa Bhi Dena
Bhale Roz Rulana Hansa Bhi Dena

Sau Dafa Rootho Toh
Ek Baar Mana Bhi Lena
Sau Dafa Rootho Toh
Ek Baar Mana Bhi Lena

Kabhi Dil Ko Dukhana
Wafa Bhi Dena
Kabhi Dil Ko Dukhana
Wafa Bhi Dena

Jo Zakham Do Toh Mujhe Yaar
Dawa Bhi Dena
Jo Zakham Do Toh Mujhe Yaar
Dawa Bhi Dena

Dard Mera Tu Hai
Dil Tujhe Chaahta Kyun Hai?
Yoon Hi Behtar Tha Na
Tanha Kiya Kyun Aakar?

Haal Bura Kyun Hai?
Sab Kuch Jaanta Tu Hai
Nahi Mudkar Aana
Tujhe Jaana Ho Agar

Chaahein Shartein Sau Rakho
Dil Mein Jo Aaye Karo
Humse Door Jaana Na Magar

Chaahein Do Aansu Mujhe
Par Khushiyan Bhi Karo
Mere Naam Thodi Humsafar

Kya Zyada Maangte Hain
Bas Itna Chaahte Hai

Nazar Chaahe Churana
Mila Bhi Lena
Nazar Chaahe Churana
Mila Bhi Lena

Kabhi Dil Todna Pade
To Wajah Bhi Dena
Kabhi Dil Todna Pade
To Wajah Bhi Dena

Balayein Do Toh Mujhe
Dua Bhi Dena
Balayein Do Toh Mujhe
Dua Bhi Dena

Chhupa Lo Jo Bhi
Magar Aake Bata Bhi Dena
Chhupa Lo Jo Bhi
Magar Aake Bata Bhi Dena

Dard Mera Tu Hai
Dil Tujhe Chaahta Kyun Hai?
Yoon Hi Behtar Tha Na
Tanha Kiya Kyun Aakar?

Haal Bura Kyun Hai?
Sab Kuch Jaanta Tu Hai
Nahi Mudkar Aana
Tujhe Jaana Ho Agar