Ek Ladki Mujhe – Sonu Nigam, Alka Yagnik 

Ek Ladki Mujhe Lyrics - Sonu Nigam, Alka Yagnik

Singer Sonu Nigam, Alka Yagnik
Music Sajid-Wajid
Song Writer Sameer

Ek Ladki Mujhe Lyrics

Ek ladki mujhe chahti hai magar
Ek ladki mujhe chahti hai magar
Bolti kuch nahin main kya karun
Ek ladka mujhe dekhta hai magar
Ek ladka mujhe dekhta hai magar
Bolta kuch nahin main kya karun

Meri tamanna usko pata hai
Anjaan hai woh sab jaan kar
Usne to meri duniya badal di
Uski mohabbat mein hai asar
Uske bina ab tanha lage hai
Mujhko meri zindagi

Aisa lagta hai kyon waisa lagta hai kyon
Aisa lagta hai kyon waisa lagta hai kyon
Aisa lagne laga main kya karun

Mehsoos har pal karti hoon usko
Woh dhadkano ka ehsaas hai
Yeh dil keh raha hai
Usko bata dun woh meri saason ki pyaas hai
Bas jaaungi main uski nazar mein

Dungi use har khushi
Keh rahi bekhudi kab milegi khushi
Kahe rahi bekhudi kab milegi khushi
Sharam aa rahi hai muhje main kya karoon
Ek ladki mujhe ek ladka mujhe
Hum kya karen