Hamari Adhuri Kahani Lyrics – Arijit Singh

Hamari Adhuri Kahani Lyrics - Arijit Singh

SingerArijit Singh
Song WriterRashmi Singh and Virag Mishra

Hamari Adhuri Kahani

Paas aaye…
Dooriyaan phir bhi kam na hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen ye zaroori nahi
Jaan le.. jaan le..

Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi
Manzilein manzilein..

Rang thhe noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha
Ye jahaan…

Waqt ke ret pe
Kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya
Tu kahaan..

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani..(2x)

Khushbuon se teri
Yunhi takra gaye
Chalte chalte
Dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyun nahin
Chaand sooraj sabhi, hai yahaan
Intezar tera, sadiyon se kar raha
Pyasi baithi hai kab, se yahaan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (2x)

Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha pura ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mil gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka sama
Doliya hain saji
Khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (2x)