Haq Ali (Bhoomi 2020) – Salim Merchant, Salman Ali, Vipul

Haq Ali (Bhoomi 2020) Lyrics - Salim Merchant, Salman Ali

SingerSalim Merchant, Salman Ali, Vipul Mehta
MusicSalim – Sulaiman
Song WriterKamal Haji

Haq Ali – Bhoomi 2020 Lyrics

Ali zinda hai, Ali maujood hai,
Ali, Imamim muneen hai,
Ali Hussain hai, Zain-ul-aabdeen hai,
Ali hi haq hai, Amir-ul-momineen hai.

Ali Ali Ya Ali, Haq Ali,
Ali Ali Ya Ali, Haq Ali
Mushkil Kusha Maula Ali,
Ali Ali, Ya Ali, Haq Ali,
Ali Ali, Ya Ali, Haq Ali

Ali Ali Haq, Ali Ali Haq,
Ali Ali, Maula Ali,
Ali Ali Haq, Ali Ali Haq,
Ali Ali, Maula Ali.

Tere zikr mein main chalta raha,
Tere zikr mein main chalta raha,
Iss fikr mein main jalta raha,
Yeh raaz phir mujh pe khula,
Dil mein dekha tu wahin mila.
Ali…

Har zakhm ka, marham hai tu…
Har zakhm ka, marham hai tu,
Har dard ki hai tu dava,
Kar de karam de de shifaa,
Ali Ali Maula Ali…

Ali Ali Ya Ali, Haq Ali,
Ali Ali Ya Ali, Haq Ali
Mushkil Kusha Maula Ali,
Ali Ali, Ya Ali, Haq Ali,
Ali Ali, Ya Ali, Haq Ali

Ali Ali Haq, Ali Ali Haq,
Ali Ali, Maula Ali,
Ali Ali Haq, Ali Ali Haq,
Ali Ali, Maula Ali.

Tere dar se jo maanga mila…
Tere dar se jo maanga mila,
Yeh nematon ka silsila,
Chala mominon ka qaafila,
Haq maangne tu de sila,
Ali…

Dua hai tu mannat hai tu…
Dua hai tu mannat hai tu,
Iss khaak ki jannat hai tu,
Himmat hai tu rehmat hai tu,
Ali Ali Maula Ali…

Ali Ali Ya Ali, Haq Ali,
Ali Ali Ya Ali, Haq Ali
Mushkil Kusha Maula Ali,
Ali Ali, Ya Ali, Haq Ali,
Ali Ali, Ya Ali, Haq Ali

Ali Ali Haq, Ali Ali Haq,
Ali Ali, Maula Ali,
Ali Ali Haq, Ali Ali Haq,
Ali Ali, Maula Ali