Jaadu Maine Kar Hi Daala Lyrics – OM

Jaadu Maine Kar Hi Daala Lyrics - OM

Jaadu Maine Kar Hi Daala Lyrics from the movie Om sung by Dev Negi and Raahi. The song is written by Kumaar and music composed by Enbee with Amjad Nadeem.

SingerRaahi & Dev Negi
MusicAmjad Nadeem & Enbee
Song WriterKumaar

Kala Sha Kala Lyrics

Kala kala hmm ho
Kala aag bani hoon main
Chadhti jawani hoon main

Jaisa aasmaan pe chaand zameen pe main
Gaur se dekhan kahin pe main
Saari duniya di nazar hai jispe
Shaq sahi hai tera wohi hoon main

Jiske naam ki japti mala
Jisko sab kehte dilwala
Jo mujhko pasand
Jo hai ankhiyon mein band mere
Maine dil usko de daala kala

Ho kala kala kala kala

Kala sha kala
Aankhon mein surma daala
Kala sha kala, kala sha kala
Jaadu maine kar hi daala
Kala sha kala

Kala sha kala
Aankhon mein surma daala
Kala sha kala, kala sha kala
Jaadu tune kar hi daala
Kala sha kala

Hey..
Nasha jo tujhmein hai
Woh hai nahi sharaabon mein
Teri ginti hoti hai
Yahan lajawabon mein

Ek mera kaam kar de na
Dil mere naam kar de na
Aaj main ni maan’ne wala kala
Ho kala kala kala kala

Kala sha kala
Aankhon mein surma daala
Kala sha kala, kala sha kala
Jaadu maine kar hi daala
Kala sha kala

Kala sha kala
Aankhon mein surma daala
Kala sha kala, kala sha kala
Jaadu maine kar hi daala
Kala sha kala