Jaan Ban Gaye – Mithoon & Asees Kaur 

Jaan Ban Gaye Lyrics - Mithoon & Asees Kaur

Singer Mithoon & Asees Kaur
Music Mithoon

Jaan Ban Gaye Lyrics – Mithoon

Ehsaas ki jo zuban ban gaye
Ehsaas ki jo zuban ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye

Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Kismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise ki dua ko alfaz mil gaye
Socha jo nahi woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ki khuda de ab mujhe

Rab se mila ek ayan ban gaye
Khwaabon ka mere mukam ban gaye

Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Deen hai ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Harz ruwai meri farz dawai meri
Ishq hua mujhko

Deen hai ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Harz ruwai meri farz dawai meri
Ishq hua mujhko

Jaan ban gaye