Jinke Liye – Neha Kakkar Feat. Jaani Lyrics

Jinke Liye Lyrics - Neha Kakkar Feat. Jaani

Singer Neha Kakkar Feat. Jaani
Music B Praak
Song Writer Jaani

Jinke Liye Lyrics : Neha Kakkar Feat. Jaani

Tere Liye Meri Ibaadatein Wahi Hai
Tere Liye Meri Ibaadatein Wahi Hai
Tu Sharam Kar Teri Aadatein Wahi Hai
Tu Sharam Kar Teri Aadatein Wahi Hai

Jinke Liye Hum Rote Hain
Ho Jinke Liye Hum Rote Hain
Wo Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hain
Jinke Liye Hum Rote Hain
Wo Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hain

Hum Galiyon Mein Bhatakte Firte Hai
Wo Sammadar Kinaaron Pe Hote Hai
Jinke Liye Hum Rote Hain
Wo Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hain

Paagal Ho Jaaoge Aana Kabhi Na
Galiyon Mein Unki Jaana Kabhi Na
Jaana Kabhi Na

Hum Zinda Gaye Kareeb Unke
Ab Dekho Mare Huye Autein Hai
Jinke Liye Hum Rote Hain
Wo Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hain

Ra Ra Ra Ra

Haathon Se Khelte Honge Ya Pairon Se
Fursat Kahan Ab Unko Hai Gairon Se
Haathon Se Khelte Honge Ya Pairon Se
Fursat Kahan Ab Unko Hai Gairon Se

Unki Mohabaat Har Jagah
Wo Jo Kehte The Hum Iklaute Hai
Jinke Liye Hum Rote Hain
Wo Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hai

Kabhi Yahan Baat Karte Ho
Kabhi Wahan Baat Karte Ho
Aap Bade Log Ho Saahab
Humse Kahan Baat Karte Ho

Aaj Uss Shaks Ka Naam Bataenge
Jaani Tha Jaani Mile Jis Kaayar Se
Galti Thi Chhoti Mohabbat Kari Jo
Galti Badi Thi Ki Kar Baithe Shayar Se

Aag Ka Dariya Jafaan Unki
Har Din Lagane Gote Hai
Jinke Liye Hum Rote Hain
Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hai
Jinke Liye Hum Rote Hain
Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hai

Aa Aa Aa

Ho Jinke Liye Hum Rote Hain
Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hai
Jinke Liye Hum Rote Hain
Kisi Aur Ki Baahon Mein Sote Hai

Gulshan Kumar & T-Series present Bhushan Kumar’s latest music video “Jinke Liye”. This new song is from the album Jaani Ve and sung by Neha Kakkar featuring Jaani. The music for this song is composed by B Praak. The video director for this song is Arvindr Khaira.

Song – Jinke Liye

Album – Jaani Ve

Singer – Neha Kakkar Feat. Jaani

Composer and Lyrics – Jaani

Music – B Praak