Judge Karein Saale – KALAMKAAR 

Judge Karein Saale Lyrics - KALAMKAAR

Singer KALAMKAAR
Music Danny eb
Song Writer Karma

Success Lyrics

2010 mein phone tha 3310
Main tab se likh raha verse
Aur ab se game vash mein

Baith ke peeche class mein
Khench ke kheenche bars
Lo jitna matha maar
But still you can’t touch me mai

Main man game mein karun slay main
Lane mein khade launde
Cloud ke peechhe train mein
Fame hai sabki aankh mein

Koyi to chant le
Saale dhokha denge baad mein
Likhne mein yeh lame

Raaste mein paidal ghumun
Rokein car wale
Haal puchhein mera
Kaam ko salaam maarein

Aaj tak mehnat ka hisaab nai kiya maine
Now we lock the deals
Na jaane maare litni baar taale

Success meri claim karein
Judge karein saale blame karein
Jinhone kabhi mera sath nai diya
Kaam ko daad nai diya
Par saale fan mere

Success meri claim karein
Judge karein saale blame karein
Jinhone kabhi mera sath nai diya
Kaam ko daad nai diya
Par saale fan mere

Jis cheez ki bhookh hai
Usko pyar bolte hain
Tum pen bolo hum hathyar bolte hain
Poori raat taaron ki tarah hai jaag ke bitai

24 saal ke bande hain
Launde start bolte hain

Jab tak hard nai likhta
Banda hard nai lagta
Face to face nai hota
Mere ko pyar nai lagta

Aadhi baazi jeeta aadhi padi jeetne ko
Talent khareed nai sakta
Yahan card nai lagta
Maine jab bhi gaaya

Kuchh apne bol tole pehle
Kaafi se suna ke oye
Bol to le pehle
Is baat ka bahana ni kabhi ni bola

Baat ni ban rahi
Stammer karta hoon
Aur is baat pe bhi hai documentry

Can you do woh
Kendrick do wali line woh offended tu
Main jab bhi beat pe verse doon
Apna hundred percentage doon

Main heat doon barsun tarso tum
Kabhi out of syllable nai
Kabhi out of syllabus hoon
Samajh nai sakte bebas tum
Main khud bhi baadlon mein
Sath wale bhi aise singles thooke

Bandage hoon main unki
Jo duniyadaari sitam mein doobe
JBL phoote J B phooke nashe mein toote
Meri kamyaabi apne sir par le rahe saare
Jhoothe hain jo bhi

Success meri claim karein
Judge karein saale blame karein
Jinhone kabhi mera sath nai diya
Kaam ko daad nai diya
Par saale fan mere

Success meri claim karein
Judge karein saale blame karein
Jinhone kabhi mera sath nai diya
Kaam ko daad nai diya
Par saale fan mere

Success meri claim karein
Judge karein saale blame karein
Jinhone kabhi mera sath nai diya
Kaam ko daad nai diya