Koi Na Koi Naata Hai Lyrics – Jubin Nautiyal

Koi Na Koi Naata Hai Lyrics

Bollywood song Koi Na Koi Naata Hai Lyrics sung by Jubin Nautiyal from movie Prem Geet 3. Music is given by Pawandeep Rajan.

Singer Jubin Nautiyal
Music Pawandeep Rajan
Song Writer Ruby Fulara & Subhash Kale

Koi Na Koi Naata Hai Lyrics

Jab bhi tumhe dekhon toh
Chain mil jaata hain
Jab bhi tumhein sochon toh
Sansein tham jaati hain

Pyaasi nigaahein hai aur
Tadapata hain yeh dil
Bas tu mujhe mil jaaye
Yahi chahata hain dil

Haan tu wahi hain jisse
Dil chahata hain
Itna bata tu mujhko

Kyun dil yeh baar baar
Keh raha mujhse
Koi na koi naata hai
Mera tujhse

Kyun dil yeh baar baar
Keh raha mujhse
Koy na koi naata hai
Mera tujhse

Kab se main baitha hoon
Tere intazaar mein
Kuchh ishara toh de mujhe

Haan tere bina ek pal bhi
Jeena hain mushkil mera
Kaate kaate na raatiyan

Haan tu wahi hain jisse
Dil chahata hain
Haan tu wahi hain
Meri jaan

Kyun dil yeh baar baar
Keh raha mujhse
Koi na koi naata hai
Mera tujhse

Kyun dil yeh baar baar
Keh raha mujhse
Koi na koi naata hai
Mera tujhse

Aa jaaye jab bhi tu
Mere samane kabhi
Sansein tham jaati hai meri

Ho jaaunga main shaamil
Teri dhadkano mein
Dil banke ab main tera

Meri nigaahon ne
Tujhe hi basa liya
Ab nazara hain tu mera

Kyun dil yeh baar baar
Keh raha mujhse
Koi na koi naata hai
Mera tujhse

Kyun dil yeh baar baar
Keh raha mujhse
Koi na koi naata hai
Mera tujhse