Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Lyrics

Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Lyrics

Bollywood song Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Lyrics sung by Shreya Ghoshal, Arijit Singh, Joi Barua from movie Agent Vinod. Starring Saif Ali Khan and Kareena Kapoor. Music is given by Pritam Chakraborty.

Singer Shreya Ghoshal, Arijit Singh, Joi Barua
Music Pritam Chakraborty
Song Writer Amitabh Bhattacharya

Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Lyrics

Kehte Hain Khuda Ne
Is Jahaan Mein Sabhi Ke Liye
Kisi Na Kisiko Hai
Banaya Har Kisi Ke Liye

Tera Milna Hai Us
Rabb Ka Ishara Maano
Mujhko Banaya Tere
Jaise Hi Kisike Liye

Kuchh To Hai Tujhse Raabta
Kuchh To Hai Tujhse Raabta
Kaise Hum Jaanein Humein Kya Pata
Kuchh To Hai Tujhse Raabta

Tu Humsafar Hai
Phir Kya Fikar Hai
Jeene Ki Wajah Hi Yehi
Marna Isi Ke Liye

Kehte Hain Khuda Ne
Is Jahaan Mein Sabhi Ke Liye
Kisi Na Kisiko Hai
Banaya Har Kisi Ke Liye

Meharbani Jaate Jaate
Mujhpe Kar Gaya
Ghuzarta Sa Lamha Ek
Daaman Bhar Gaya

Tere Nazaara Mila
Roshan Sitaara Mila
Takdeer Ki Kashtiyon Ko
Kinara Mila

Sadiyon Se Tarse Hain
Jaisi Zindgi Ke Liye
Teri Sohbat Mein
Duayein Hain Usi Ke Liye

Tera Milna Hai Us
Rabb Ka Ishara Maano
Mujhko Banaya Tere
Jaise Hi Kisi Ke Liye

Kuchh To Hai Tujhse Raabta
Kuchh To Hai Tujhse Raabta
Kaise Hum Jaanein Humein Kya Pata
Kuchh To Hai Tujhse Raabta

Tu Humsafar Hai
Phir Kya Fikar Hai
Jeene Ki Wajah Hi Yehi
Marna Isi Ke Liye

Kehte Hain Khuda Ne
Is Jahaan Mein Sabhi Ke Liye
Kisi Na Kisiko Hai
Banaya Har Kisi Ke Liye

Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Hindi Lyrics

कहते हैं ख़ुदा ने इस जहाँ में
सभी के लिए किसी ना किसी को है बनाया
हर किसी के लिए
तेरा मिलना है उस रब का इशारा
मानो मुझको बनाया तेरे जैसे ही किसी के लिए

कुछ तो है तुझ से राबता
कुछ तो है तुझ से राबता
कैसे हम जाने, हमें क्या पता
कुछ तो है तुझ से राबता

तू हमसफ़र है, फिर क्या फिकर है
जीने की वजह यही है
मरना इसी के लिए

कहते हैं खुदा ने इस जहाँ में
सभी के लिए किसी ना किसी को है बनाया
हर किसी के लिए

हम्म्म मेहरबानी जाते-जाते मुझपे कर गया
गुज़रता सा लम्हा एक दामन भर गया
तेरा नज़ारा मिला, रौशन सितारा मिला
तक़दीर की कश्तियों को किनारा मिला

सदियों से तरसे हैं जैसी ज़िन्दगी के लिए
तेरी सोहबत में दुआएं हैं उसी के लिए
तेरा मिलना है उस रब का इशारा
मानो मुझको बनाया तेरे जैसे ही किसी के लिए

कुछ तो है तुझ से राबता
कुछ तो है तुझ से राबता
कैसे हम जाने हमें क्या पता
कुछ तो है तुझ से राबता

तू हमसफ़र है, फिर क्या फिकर है
जीने की वजह ही यही है
मरना इसी के लिए

कहते हैं ख़ुदा ने इस जहाँ में
सभी के लिए किसी ना किसी को है बनाया
हर किसी के लिए