Kya Leke Aaya Jagat Mai Lyrics – Neeraj Arya’s Kabir Cafe

Kya Leke Aaya Jagat Mai Lyrics - Neeraj Arya's Kabir Cafe

SingerNeeraj Arya’s Kabir Cafe
MusicKabir Cafe

Kya Leke Aaya Jagat Mai Lyrics

Is kaya ka hai bhaag bhaag bin paya nahi jata
Paya nahi jata paya nahi jata
Is kaya ka hai bhaag bhaag bin paya nahi jata

Karm bina naseeb thoda phal khaya nahi jata
Karma bina naseeb thoda phal khaya nahi jata
Kahe satnam jag ye
kahe satnam jag ye jhoota jhamela jhoota jamela
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela

Kya leke aaya jagat Mai kya leke aaya jagat
Mai kya leke jayega kya leke jayega
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai hai do din ka Mela

Ta na na nana na tadhim tana dhere na
Ta na na nana na tadhim tana dhere na
Dhumtana dherena taadhim tana dhere
Dhumtana dherena taadhim tana dhere

Hoye hoyee

Oooooo… iss jagat saraye
Mai musafir rehna do din ka
iss jagat saraye Mai musafir rehna do din ka
Qu vritha Kare guman murak iss dhan aur joban ka
Qu vritha Kare guman murak iss dhan aur joban ka
Na he bharosa palka na he bharosa palka yu he
Marr jaGaye yu he marr jayegaa
Do din ki zindagi hai hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka Mela

Kya leke aaya jagat Mai
Kya leke aaya jagat Mai
Kya leke jayega kya leke jayega kya leke jayega
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka mela
Do din ki zindagi hai do din ka Mela.