Mohabbat Main Toh Karta Hoon Lyrics – Stebin Ben

Mohabbat Main Toh Karta Hoon Lyrics - Stebin Ben

Hindi song Mohabbat Main Toh Karta Hoon Lyrics sung by Stebin Ben & Srishti Bhandari. Music is given by and Lyrics written by Azeem Shirazi.

SingerStebin Ben & Srishti Bhandari
MusicAmjad Nadeem Aamir
Song WriterAzeem Shirazi

Mohabbat Main Toh Karta Hoon Lyrics

Tumse hi kuch baatein karni hain
Haan tumse hi kuch baatein karni hain
Kuch lamhe kuch raatein jeeni hain

Chahaton ke shehar mein
Ek dafa chal ghoom aate hain
Chalo lamhe churate hain
Chalo na muskurate hain

Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na

Tumhein toh dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na
Mohabbat main to karta hoon
Mohabbat tum bhi karlo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Aankhon ki zameenon mein
Naye sapne uga lena
Main tere dil mein reh lungi
Tu mere dil mein reh lena

Fikar ki kya zarurat hai
Bahut aasaan hai jeena

Haan main tujhme saans le lunga
Tu mujhme saans le lena
Chalo kuch door jaate hain
Mukaddar aazmate hain

Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na

Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Mohabbat main to karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Mohabbat main to karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na