Phir Main Kaahe Mandir Jaun – Sukhwinder Singh, Alka Yagnik 

Phir Main Kaahe Mandir Jaun Lyrics - Kisna

Singer Sukhwinder Singh, Alka Yagnik
Music Ismail Darbar
Song Writer Javed Akhtar

Phir Main Kaahe Mandir Jaun Lyrics

Mujh mein shiv hain mujh mein brahma
Mujh mein Vishnu mujh mein krishna
Phir main kahe mandir jaaoon

Dharti ambar parbat sagar
Main jit dekhoon usko paaoon
Phir mein kaahe mandir jaaoon
Mujh mein shiv hain mujh mein brahma
Mujh mein Vishnu mujh mein krishna
Phir main kahe mandir jaaoon

Dharti ambar parbat sagar
Main jit dekhoon usko paaoon
Phir mein kaahe mandir ja

Aham Brahmasmi – 4

Yeh srishti uska sapna
Har vyakti uska apna
Yeh srishti uska sapna
Har vyakti uska apna
Bhagwaan ko jo paana hai
Prem ki hi mala japana
Saans saans har dhadkan dhadkan
Prem geet hi gaata jaaoon
Phir main kahe mandir jaaoon

Sun kar bansi ka lehra
Radha tode har pehra
Sun kar bansi ka lehra
Radha tode har pehra
Jamnaji ke paar chali
Roke laakh bhavar gehra
Radha ne jo roop liya tha
Aaj agar main woh apnaaoo
Phir main kahemandir jaaoon

Mujh mein shiv hain mujh mein brahma
Mujh mein Vishnu mujh mein krishna
Phir main kahe mandir jaaoon

Dharti ambar parbat sagar
Main jit dekhoon usko paaoon
Phir mein kaahe mandir jaaoon