Pyaar Mein Lyrics – Stebin Ben

Pyaar Mein Lyrics - Stebin Ben

Song Pyaar Mein Lyrics sung by Stebin Ben. Music is given by Bharat Goel And Lyrics written by Javed Akhtar. Starring Malvika Raaj.

SingerStebin Ben
MusicBharat Goel
Song WriterJaved Akhtar

Pyaar Mein Lyrics

Gungun Karta Kyon Phirta Hai
Koyi Bhanwra Baagon Mein
Ho Gungun Karta Kyon Phirta Hai
Koyi Bhanwra Baagon Mein

Kyon Hoti Hai Phool Mein Khushboo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu

Chandni Raatein Ho To Chakori
Paagal Si Kyon Hoti Hai
Ho Chandni Raatein Ho To Chakori
Paagal Si Kyon Hoti Hai

Jungle Mein Koyal Ki Koo Koo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu