Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Kabhi Garam - Shehnaaz Gill

Singer C. Ramchandra
Music C. Ramchandra
Song Writer Rajendra Krishan

Qismat Ki Hawa Kabhi Lyrics

O beta ji O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji

Bade akad se beta nikale ghar se actor hone
Wah! re kismat
Wah! re kismat kismat mein the likhe bartan dhone
Are bhai likhe bartan dhone
O beta ji
Jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam

O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji

Duniya ke is chidiyaa ghar me tarah tarah ka jalwa
Mile kisi ko sukhi roti kisi ko puri halwa
Are bhai kisi ko puri halwa
O beta ji

Khichadi kaa mazaa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji

Dard diya toh thoda thoda khushi bhi thodi thodi
Wah! re maalik Waah re maalik
Dukh aur sukh ki khub banayi jodi
Are Waah! khub banayi jodi
O beta ji

Jeewan ka nasha kabhi garam kabhi naram
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji