Saathiya Lyrics – Cuttputlli

Saathiya Lyrics - Cuttputlli

Bollywood song Saathiya Lyrics from movie Cuttputlli, Song sung by Zahrah S. Khan & Nikhil D’Souza. Music is given by Tanishk Bagchi. Starring Akshay Kumar & Rakul Preet.

SingerZahrah S. Khan & Nikhil D’Souza
MusicTanishk Bagchi
Song WriterTanishk Bagchi

Saathiya Lyrics

Reh jaa bhi mujhme kahin
Dil ko zaroorat teri
Tu paas hai to ehsaas hai
Ke main mujhme tha hi nahi

Tu mera mera saara tera
Meri baaton pe kar le yaqeen

Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya kya jiya
Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya kya jiya

Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya bin jiya

Teri kahani main jaanti hoon
Meri kahani tu jaan le
Teri wajah se chalne lage hain
Meri yeh saanson ke silsile

Jo bhi hoon tera hi hoon
Meri baaton pe kar le yaqeen

Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya kya jiya
Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya kya jiya

Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya bin jiya

Tu mera tu mera ban gaya hai
Tu mera tu mera jo hua hai
Tu mera tu mera
Main hoon teri saathiya

Tu mera tu mera ban gaya hai
Tu mera tu mera jo hua hai
Tu mera tu mera
Main bhi teri saathiya

Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya kya jiya
Ke oh saathiya saathiya
Tere bin jiya kya jiya