Sarkaare Lyrics – KING

Sarkaare Lyrics - KING

Song Sarkaare Lyrics sung by KING. Music is given by Alan Sampson. Song written by KING, Alan Sampson, Sophia Brennan.

Singer KING
Music Alan Sampson
Song Writer KING, Alan Sampson, Sophia Brennan

Sarkaare Lyrics

Dil ko dukha ke thoda hum bhi dekhenge
Yaadon mein basa ke thoda hum bhi dekhenge
Shayad hum juda hue toh phir na milein

Ho,
Na ja sarkaare,
Dekh toh yahan re,
Pyaar ke hain maare,
Jaise tute taare,
Hai bechare,
Kayi saare,
Kayi saare.

Ho, main kya karti ek bahana chun liya.
Ho, tere chehre ka sirhaana bunn liya.

Tuta jo taara,
Zameen pe hara,
Khwab humara,
Falling from the sky,
Samjhe ishara,
Kehna kya chahra,
Saansein bachi na,
Love me back to life.

Love me back to life

Na dekha tune haal yeh mera,
Muqaddar bhi sath na mera,
Begaano si mai nachdi phiru,
Teri jogan banke saajna.

Is hi tarah din katega mera,
Raatein hongi meri tanha,
Tu sunega nahi,
Mai bhi bolungi na,
Tujhse pyaar kiya.

Ho, jo tu hi nahi hai,
Kya paas hamare,
Vahi dil dooba re,
Jaha na kinara,
Na sahara,
Na tumhara,
Na humara.

Ho, mai kya karti ek bahana chun liya.
Ho, tere chehre ka sirhaana bunn liya.

Toota jo taara,
Zameen pe haara,
Khwaab humara,
Falling from the sky,
Samjhe ishara,
Kehna kya chahra,
Saansein bachi na,
Love me back to life.