Tera Aanaa Lyrics – Salman Ali

Tera Aanaa Lyrics - Salman Ali

Song Tera Aanaa Lyrics sung by Salman Ali. Music and Lyrics given by Himesh Reshammiya.

SingerSalman Ali
MusicHimesh Reshammiya
Song WriterHimesh Reshammiya

Tera Aanaa Lyrics

Baar Baar Na Chaahate Huye Bhi
Tumpe Hamne Yeh Dil Haara
Tumse Mulakaat Jab Bhi Ho Jati Hai
Tumse Pyar Ho Jata Hai Dobara

Zindagi Mein Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahana Hua
Zindagi Me Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahana Hua

Ab To Mushkil Apne Ghar Jana Hua
Teri Galiyon Mein Apna Thikana Hua

Dard Har Ik Mera Aashiqana Hua
Mera Dil Mujhse Hi Begaana Hua
Zindagi Mein Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahana Hua

Ik Parinda Hai Meri Aashiqi
Aur Tu Meri Parwaz Hai
Mere Geeton Ka Dard Hai Tu
Aur Tu Meri Aawaaz Hai

Zindagi Mein Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahana Hua
Zindagi Mein Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahana Hua

Tere Jaane Se Door Rahne Se
Main Be-gaana Sa Rahta Hoon
Aa Hi Jayegi Ek Din Yahi
Dil Deewane Se Kehta Hoon

Zindagi Mein Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahaana Hua
Zindagi Mein Jab Se Tera Aana Hua
Tu Hi Mere Jeene Ka Bahaana Hua