Yaar Ka Sataya Hua Hai Lyrics – B Praak

Yaar Ka Sataya Hua Hai Lyrics - B Praak

Song Yaar Ka Sataya Hua Hai Lyrics sung by B Praak. Music and Lyrics given by Jaani. Featuring Nawazuddin Siddiqui and Shehnaaz Gill.

Singer B Praak
Music Jaani
Song Writer Jaani

Yaar Ka Sataya Hua Hai Lyrics

Mujhe Lagta Tha Nashe
Mein Tujhe Bhool Jaaunga
Mujhe Lagta Tha Nashe
Mein Tujhe Bhool Jaaunga

Tu Aur Yaad Aayi To Laga Aisa Nahi Karte
Tu Aur Sharab Dono Ek Jaise Ho
Dono Nasha Karte Hain Wafa Nahi Karte

Baharon Ki Rut Hai Phir Bhi Mere
Baharon Ki Rut Hai Phir Bhi Mere
Baag Ka Phool Murjhaya Hua Hai

Sharab Peete Peete Jiske Hath Kaanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Sharab Peete Peete Jiske Hath Kaanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai

Hum Peete Nahi Hain Pilayi Gayi
Ab Tak Na Woh Bhulayi Gayi
Jo Kabron Pe Baith Ke Shayari Karein
Woh Zakhmon Ne Shayar Banaya Hua Hai

Sharab Peete Peete Jiske Hath Kaanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Mere Yaar Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai

Maine Bhijwayi Usey Jhoothi Khabar
Ke Duniya Se Door Main Pakka Hua
Maine Bhijwayi Usey Jhoothi Khabar
Ke Duniya Se Door Main Pakka Hua

Ho Tujhpe Jo Marta Tha Mar Gaya Jaani
Tumne Kaha Chalo Achha Hua
Ho Logon Ko Dekha Dafnate Hain Log
Ho Maine Mujhe Dafnaya Hua Hai

Sharab Peete Peete Jiske Hath Kaanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Mere Yaar Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai

Hai Rabb Yahan To Baat Kare
Ho Mujhse Kabhi Mulaqaat Kare
Hai Rabb Yahan To Baat Kare
Ho Mujhse Kabhi Mulaqaat Kare
Toote Dilon Ko Jode Nahi
Kaise Woh Din Ko Raat Kare

Main Sach Bolun Rabb Yahan Hai Hi Nahi
Bas Logon Ne Pagal Banaya Hua Hai

Sharab Peete Peete Jiske Hath Kaanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai
Mere Yaar Peete Peete Jiske Haath Kanpte Ho
To Yeh Samjho Woh Yaar Ka Sataya Hua Hai

Main Pagal Hoon Aur Bohot Pagal Hoon
Main Pagal Hoon Aur Bohot Pagal
Par Yeh Bhi Baat Hai Ke Dil Sachha Hai
Chheen To Leta Tujhko Sareaam Main
Par Masla Yeh Ke Shauhar Tera Aadmi Achha Hai