Yeh Nazar Lyrics – Adnan Sami

Yeh Nazar Lyrics - Adnan Sami

Song Yeh Nazar Lyrics sung by Adnan Sami. Music is given by Shor Police (Clinton Cerejo & Bianca Gomes) and Lyrics written by Hussain Haidry. Starring Rakul Preet Singh, Pavail Gulati, Akshay Oberoi.

Singer Adnan Sami
Music Shor Police (Clinton Cerejo & Bianca Gomes)
Song Writer Hussain Haidry

Yeh Nazar Lyrics

Yeh Nazar

Naadaa’ hai ye nazar Duniya se bekhabar
Karti hai Ye safar… Le asar Halki-halki bekhudi ka

Naadaa’ hai ye nazar Lahron-si laut kar
Aati hai tere dar… Le asar Khumaar ka

Yun hi jo talab hai Haaye kya ghazab hai
Ye mitaane se… Mite naa

Baazi jo lagaaun Khud hi haar jaaun Tujhse jeetun kya
Mere hi bas mein naa ye… Silsila Naadaa’ hai ye nazar…
Lahron-si laut kar
Aati hai tere dar… Le asar Khumaar ka

Ittefaaq hai ya Hai naseeb mera
Mehfilon mein teri… Hun main

Ye musafiri jo Farz hai mera to Raazi hun main
Aankhon ka tu aakhri… Khaab hai Naadaa’ hai ye nazar…
Duniya se bekhabar
Karti hai Ye safar… Le asar Halki-halki bekhudi ka

Naadaa’ hai ye nazar Lahron-si laut kar
Aati hai tere dar… Le asar Khumaar ka